Din dhal gaya
Din dhal gaya, Phir Raat aa gayi, Phir Tanhaii mein baithne ki baat aa gayi, Chand ko dekha to aap ki Yaad aa gayi.
Nishan” gam ke rahte
“Nishan” gam ke rahte hain der tak Afsane yad aate hain der tak Wo yad nah karta shayad ab Hum aaj bhi pukarte hain der tak Kabhi uske harf hasa dete the Aaj uski yad rulati hai der tak Nahi aansan bhulana apni Mohababat Darde Mohababat rulati hai
...Read more
Khuda ki mahobbat fanah
Khuda ki mahobbat fanah kaun karega, Sabhi neak ban gaye to gunah Kaun karega, Aye khuda bewafa sanam ko bachaye rakhna, Warna hamari maut ki dua kaun karega!!!
Na Sathi hai koi, Na
Na Sathi hai koi, Na Humsafar hai koi, Na Hum kisi ke na Humara hai koi, Par aapko dekh kar keh sakte he ki, Dost to Humara bhi hai koi…..!
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai, wo kya jane ki dil me chupa rakha hai, dekhe na koi usay meri aankho mein, isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
For true success
For true success ask yourself these four questions: Why? Why not? Why not me? Why not now? (James Allen)
